Saturday, April 28, 2012

KYON ISLAM SABSE TEZ PHAILNE WAALA MAZHAB HAI ?

is sawaal ka jawab talaash karne se pahle hame duniya ke bade mazhabon ka ek mukhtar ka jayeza lene ki zarurat hai, uske baad ham aasaani se is sawaal ke jawab tak pahunch paayenge duniya ke puraano mazhabon mese IRAN ka majoosi mazhab, INDIA ki hindu math, aur NEPAL ka budh math sabse zyada mashoor hai, in teeno mazhabon ke baare me unki paak kitaabon se jo maalumaat haasil hoti hai wah ham aapko serial se pesh kar rahe hain MAJOOSI MAZHAB: Majoosi mazhab ko laane waale ' ZURTUSHT' iraan ke shaher ' RAIY ' me paida hue, Baap ka naam ' paida shasab ' aur maa ka naam ' deo dha' tha. Unka zamana paidaish 258 BC (kuch logon ke nazdeek 588 BC aur kuch ke nazdeek 600 BC ) tha.. ' ZURTUST' ne 30 saal ke umar (age) me ek pahaadi (mountain) par tanhaayi ki zindagi guzaari jahan unhe ek khuda " AHWAR AMZAD" Ka mukashifa Haasil huwa jiski taraf unhone logon ko daawat deni shuru ki.. 10 saal me sirf unka chachera bhai (cousine) unka ham'khyaal ban saka, logon se be'aabru hokar zurtust balkh ke baadshah " gustashab" ke paas gaye, darbaari ulema se munaazara huwa, baadshah ne uski baaton ko sahi maankar , zurtust ki daawat qubool kar li, jiske baad zurtust ka mazhab iraan me tezi se phailne laga, 77 saal ki umar me ek tooraani sipaahi ne khanjar maarkar zurtusht ka qatl kar diya yah hai wah tashreef jo hamen zurtust ke halaat ke baare me milta hai, aur is tashrih me bhi ikhtelaaf hai ki kuch researchers ne zurtusht ke wajood(presence) tak se inkaan kar diya hai.... Majoosi dharm ki paak kitaab " OSTA" hai jo 72 gaathon (songs) par based hai, aur yahi 72 gaatha majoosi dharm ki taaleem hain.. "Osta " me di gayi taaleem zurtust ki hain ya unka musannaf (writer) koi aur hai, is baare me bhi research karne waalon me Shakht iktelaaf(dispute) paaya jaata hai, kaha jaata hai ki zurtusht ki maut ke 250 saal baad " SIKANDAR(ALEXANDER)" ne iran par hamla kiya to saari libraries jala daali, jinme majoosi mazhab ki kitaaben bhi shamil thi.. Majoosi ulema apne jaan bachaane ke liye gufaaon (caves) me ja chupe jab unhen aman nazar aaya tab unhone apne zaheni soch se " OSTA" likhi... HINDU MAT (HINDUISM): hindu mat is aitbaar se bada anokha mazhab hai ki iske baare me aaj tak kisi ko yah malum nahi ho saka ki iska sabse pahle laane waala kaun tha? Iska laane waala nabi tha ya ghair nabi ? Iska zamaana kaun sa tha ? Is mazhab ki asal aur buniyaadi kitab kaun si hai ? Hindu mazhab ki kitab ka naam " VED" hai jo 4 hisson par based hai.. 1- rigved 2-yajurved 3- samved 4- atharvaved, "MAHA BHARAT SHANTI PARV SLOK" ki riwayat ke mutaabik 'dawasur'( jinnat ka baadshah) ved ko chura kar le gaya... Aasmaan se 7 rishi (buzurg) naazil hue aur ved ko waapas laakar dobaara jaari kiya, is riwayat ki wajah se hindu researcher khud ved ko aasmaani kitab nahi samjhte, vedon ki tahreer ka zamaana 800 Bc, kuch ke nazdeek 1000 bc, kuch ke nazdeek 4000 bc, kuch ke nazdeek 5000 bc aur 10,000 bc hai, ab ek nazar vedon ki taaleem par bhi nazar daal lijiye VEDON ME ZAAT-PAAT(CASTEISM) KI TAALEEM: vedon ki taaleem ke mutaabik BRAHMAN qaum khuda ke muh(mouth) se paida hui, CHATTRI qaum baazuyon se, VAISHYA qaum raano se aur SHUDRA qaum pair(legs) se paida hui... BRAHMAN duniya ki sabse unchi jaat hai, duniya me jo maal wa daulat hai wah sab BRAHMAN ka hai, BRAHMAN jis aurat par haath rakhen wah uski ho jaati hai, BRAHMAN Gunaahon se bilkul paak hai, chaahe teeno lokon ko tabaah wa barbaad kar de, SHUDRA ,ved sun len toh uske kaano(ears) me sheesha daal do, agar padhen toh zabaan kaat do, agar yaad karen to uska Dil cheer do, agar BRAHMAN ke baraabar baith jaaye to uski kamar(waist) daagh lagaakar chootad(buttocks) kaat kar baher nikaal do, SHUDRA jis ang(parts of body) se brahman ki khilaaf warzi(insult) kare uska wah ang kaat do... AURTON KE BAARE ME VEDON KI TAALEEM: Aurat dhoke baaz hai, aurat ka dil bhediye(deer) ki tarah hai, aurat baap ki zaaydaad ki waaris nahi ban sakti, aurat dusra nikah nahi kar sakti, aurat ko juwen me haarne aur bechne ki ijaazat hai, jin ladkiyon ke bhai na hon unki shadi nahi ho sakti, ladkiyon ki maujoodagi me ladke paida karne ke liye pati(shauhar) apni patni (wife) ko kisi ghair mard se pregnent karwaane (niyog) ka huqm de sakta hai... GHAIR HINDUON KE BAARE ME VEDON KI TAALEEM: hindu mazhab ka jo inkaar kare unhe zinda aag me jala do, hindu mazhab ke mukhaalif ko darindon se fadwa daalo hindu mazhab ke dushmanon ke kheton ko ujaado aur unhe bhookha rakh kar Maar daalo hindu mazhab ke dushmano ko samundra me dubo do, jis tarah billi (cat) chuhe(rat) ko tadpa tadpa kar maarti hai, isi tarah unko tadpa kar maaro.. Dushmano ka jod jod aur band band kaat do, unko pairon tale kuchal do aur un par raham na karo... VEDON ME SHIRK KI TALEEM: Devtaaon ki kul tadaad 3340 hain, kaaynaat ka devta (brahma) hai, Ishq aur muhabbat ka devta (kaamdev) hai, dushmano ko barbaad karne waala devta (shiv) hai aulaad haasil karne ke liye (mardana ling, also known hai shiv ling) hai, iske elaawa aag, peepal ka ped(tree), haathi , lion, saanp(snake), chooha, suwar, bandar, bail(cow), bhi hinduon ke devta hain, hinduon ka aqeeda hai ki gaaye (cow) ne zameen wa aasmaan ko uthaaya huwa hai, uska gobar aur peshaab peena gunaaho ki maafi ka zariya hai... BUDH MAT (BUDHISM) Budh mat ke laane waale ' GAUTAM BUDH ' 568 BC me nepal ki raajdhaani kapil wastu me ek raja ke Yahan paida hue, baap ka naam " shadhu dhan" tha, maa ka naam " maya" tha, 16 saal ki umar me " jasodhara" aurat se shadi ki jisse ek bacha " rahul" paida huwa, gautam budh ki shuruaati 29 saal ki zindagi ek raaz hai, gautam budh bachpan se hi soc vichaar ka aadi tha... Umar(age) ke 30we saal kuch musibat zada logon ko dekhkar gautam budh itna pareshaan hue ki aabaadiyon ko chhodkar jungalon aur veraanon me ja base aur duniya ki takleefon se nijaat paane ke tareeqon par soch vichaar karne laga, lagaataar 6 saal tak nafs kashi ki, khaana peena chhod diya, muraaqbe aur mujaahide kiye, us waqt me gautam budh ka jism sookh kar kaanta ban gaya, lekin logon ki raahat haasil karne ka raaz haath na aa saka, isliye dobara khaana peena shuru kar diya, ek din gautam budh peepal ke ped ke neeche muraaqba kar rahe they ki unhe achaanak nirwaan(nijaat) ka raaz bata diya gaya, jiske baad gautam budh ko raahat ko Haasil karne ka tareeqa malum ho gaya aur gautam budh ne dobara shahron ka rukh kiya, logon ko raahat haasil karne ke sunehre usool bataaye, aur updesh diye, gautam budh ki dawat aur updeshon ka waqt 40 saalon tak raha, lekin hairat ki baat yah hai ki un 40 saalon ka koi khulaasa taareekh me mahfooz nahi.. Zindagi ke aakhiri dino me gautam budh ne apne mureedon (bicchuon) ko kafan dafan ke masail bataaye aur nasihat ki, ki mere marne ke baad mere mission aur taaleem ko aam karna, gautam budh ka 80 saal ki umar me (488 bc) gorakhpur ke ilaaqe me death ho gayi... Gautam budh ne apne zindagi me koi likhi hui taaleem nahi chhodi, gautam budh ki maut ke 218 saal baad " chaumarya" khandaan ka 3rd baadshah ashok (270 bc) bana to usne budh mat qubool kiya jisse budh mat ka bahut developement huwa, ashok ne apni hukumat me " bichhuon" ki ek badi bhaari ijtema karwaaya jisme mashoor bicchuon ne budh mat Ki taaleemon ko " tri petika" ke naam se paali language me taiyyar kiya jo budh mat ki muqaddas kitab qaraar paayi.. Chunki gautam budh ki apni zabaan paali na thi, isliye researchers ne is kitab ko kabhi woh darja nahi diya.. Ab aayye maaroof allah ki taraf se bheje gaye mazhab ki taraf jinme yahudiyat, isaaiyyat aur islam shamil hain.. YAHUDIYAT (JEWISH): yahudiat ki aasmaani kitab " tauraat" aur " zaboor " hai, jise ahad nama qadeem (old testament) ya ahad namam ateeq ya meesaaq bani israel kaha jaata hai.. Ahadnama qadeem ke 5 hisse hain: 1- paidaish 2-khuruj 3-ahbar 4-ginti 5-istasna in 5 ko "asfaar khamsa" bhi kaha jaata hai ahad nama qadeem ke 4 sahi sources tasleem kiye jaate hain 1-YAHUDI MATAN:- yah matan 9wi sadi (isa se pahle) likha gaya , yani hz moosa as ki maut ke 600 saal baad 2- ISTASNAAI MATAN:- ye matan 8wi sadi (isa se pahle) likha gaya, yani hz moosa as ki maut ke 700 saal baad 3- MURSHIDAANA MATAN:- ye matan 6 sadi (isa se pahle) likha gaya, yani hz moosa as ki maut ke 900 saal baad 4- ULUHOOMI MATAN :- yah matan sabse baad me likha gaya, yani hz moosa as ki maut ke kam se kam 1000 saal ke baad, yaad rahe ki hz moosa (as) aur hz isa (as) ke beech ki muddat 1500 saal hai.. " BIBLE , QUR'AN AUR SCIENCE" ke writer 'moris beckle' ki tahqeeq ke mutabik " 3ri sadi Bc (yani hz moosa as ki maut ke 1200 saal baad) ahad nama qadeem ke ibraani language me 3 alag alag matan maujood they, pahle sadi Bc (yani hz musa as ki maut ke 1400 saal baad) yah rujhaan paida huwa ki ahadnama qadeem ke liye ek hi matan thahraaye jaaye, lekin hz isa as ki paidaish se ek sadi baad tak (yani hz musa as ki maut ke 1600 saal baad tak) bhi yah mumkin na ho saka ki kisi ek matan par sab ki razamandi ho sake (moris beckle page 40) " bible, qur'an aur science" ke writer, taurat me Heir feir (changes) ke bahut se dalail dene ke baad aakhir me likhte hain: " ahadnama qadeem ki kitab me insaani haath zyada dikhaayi deta hai, isliye yah samjhna mushkil nahi ki ek edition se dusre edition tak aur ek translation se dusre translation tak jo heir feir hue unki wajah se ahadnama qadeem ka maujood matan pichle hazaara saala puraane matan se poore taur par alag hai" (page no 30, urdu translation) hz musa as ke baare me tauraat aur zuboor se hamen jo malumaat haasil hoti hain we zyada se zyada yah hain ki hz musa as ne fir'aun ke ghar parwarish payi, jawan hue to bani israel ke do logon ki madad karne ke baad hukumat ke darr sd madyan bhaag gaye wahi shadi ki aur lambi muddat ke baad wapas palte, raaste me nubuwwat se nawaze gaye, fir'aun ke darbaar me pahunche, use chamatkar dikhaaye, imaan ki dawat di, bani israel ki aazaadi ka mutaalba kiya, fir'aun ne inkaan kiya toh hz musa as ne Mauqa paakar bani israel ko samundra paas karwa diya aur unke dushman ko dubo diya, uske baad bani israel apni na'farmaniyon ki wajah se lambi muddat tak registan(deserts) me bhatakte rahe, isi dauraan hz moosa as ki maut ho gayi aur unhe " khorab" ki ek waadi " bait nafoor" me dafan kar diya gaya... ISAIYYAT (CHRISTIANITY): Isaiyyon ki aasmaani kitab ka naam " injeel " hai jise ahad nama jadeed (new testament) bhi kaha jaata hai, ahadnama qadeem aur ahadnama jadeed dono ko milaakar BIBLE kaha jaata hai, yahudi sirf ahadnama qadeem ko maante hain, ahadnama jadeed ko nahi maante, isaayi ahadnama jadeed ko maante hain aur yah aqeeda rakhte hai ki, ahadnama jadeed, ahadnama qadeem ka radd hai yah baat to tamaam isaayi padri ke nazdeek bhi taiy hai ki hz isa as ne apne peeche koi likhi hui kitab nahi chhodi aur yah baat bhi isaayi researchers ke nazdeek sahi hai ki hz isa as ki wafaat( isayon ke Mutabik) ke 140 saal baad tak injeel ka koi nuskha duniya me maujood nahi tha, hz isa as ki wafaat se kam se kam 200 saal baad isaayi jab alag alag firqon me bate to har firqa ne apni apni muqaddas kitaaben likhna shuru kar di, isliye 325 CE (yani hz isa as ki wafaat ke 325 saal baad) constantinople ke baadshah ne 300 padriyon ki council banaayi aur use asli injeel talaash karne ka huqm diya council ne maujood injeel ki tamaam kitabon ko ek dheir ki shakl me mez(table) ke neeche rakh diya aur khuda wand se darkhwast ki, ke inme se jo aasmaani nuskha hon wah falaaang kar mez par aa jaayen aur jaali (batil) nuskha wahi padi rahen, aisa hi huwa 4 nuskha ke elawa baaqi tamam nuskhe jaali qaraar dekar jala daali gayi aur wahi 4 ko sahi qaraar diya gaya... Jo is tarah hain 1-MATTI (METHEW) ki injeel 2-MARKUS (MARK) ki injeel 3-LUKA (LUKE) ki injeel 4- YUHANNA (JOHN) ki injeel in charon injeelon ke Musannafeeno (authors) mese kisi ek ne bhi is baat ki zarurat mahsoos nahi ki, ke wah apni likhi gayi maalumaat ka hawaala (proof) de ki un tak yah maalumaat hz isa (as) se kin kin waaste se aur kitne zariyon se pahunchi, yahi wajah hai ki khud yahudi aur isaayi researchers ke nazdeek anaazeel ki tahreeron ki koi tareekhi aur pukhta haisiyat nahi, isliye " bible, qur'an aur science" ke writer moris beckle kahte hain " jab ham injeel ko padhte hain toh hamen zara bhi is baat ka yaqeen nahi hota ki ham beshak hi maseeh ke alfaz padh rahe hain" (page 110, urdu translation, publisher crescent publising co.) moris bokle ke is daawe ki taeed khud injeel ki kuch aayaton se bhi hoti hai, misaal ke taur par in par dhyan den 1- hz isa as ne farmaya:-" mujhse pahle jitne ambiya aaye we sab chor (theif) aur lutere (robber) they" (yuhanna surah 10) 2- hz isa as ke paas ek kan'aani aurat (maangne) aayi toh Hz isa as ne usse kaha:-" main bacchon ki roti kutton ke saamne nahi phenkta" (marks surah 7, ayat 27-28) 3- " yah na samjho ki main zameen par sulah karaane aaya hun, sulah karaane nahi balki talwaar chalaane aaya hun" (mattew chapter 10, ayat 34) 4-" jiske paas talwaar na ho wah apne kapde bech kar talwaar khareed le " (luke ch 22, ayat 36) 5- hz isa as ne yahudion ko in alfaaz se mukhaatib farmaya:-" aiy dikhaawa karne walon, faqeeho aur fareesiyon ! Tum nabiyon ke qaatil ki aulaad ho, aiy saanpo, aiy aafai ke baccho ! Tum jahannum ki saza se kyonkar bachoge" (mathew ch 33 ayat 29-33) 6- " hz noah as sharaab ke nashe me apne ghar nange ho gaye" (paidaish 9/21-22) 7- " hz yaqoob as ke chauthe bete yahuda ne apni bahu( daughter in law) se badkaari karke aulaad paida ki" (paidaish ch 38) 8-" hz haroon as ne sone(gold) ka but bachhde(cow) ki shakl me banaakar uski pooja paath karaayiAur shirk jaisa ghinauna jurm kiya" (khuruj 32/1-6) 9- "apni maa ke kahne par hz yaqoob as ne daghabaazi se kaam liya, dhoka, jhoot aur makkari ke saath apne boodhe baap hz ishaq as ko dhokha dekar apne bade bhai eesu ki barkat chheen li" (paidaish ch 27) ab aayye hz isa (as) ki halaat e zindagi ki taraf.. Anazeel arba ke mutaabik hz isa (as) pelestine ke shaher " naasira" me paida hue, baap ka naam yusuf aur maa ka naam maryam tha (matthew ch 1 ayat 16) 8we din khatna kiya gaya, jab aap 12 saal ke hue toh maa baap jeruselam le gaye hz isa (as) ke shuruaati 30 saal andhere me hain, koi nahi jaanta ki hz isa (as) ne apni zindagi ke 30 saal kahan aur kaise guzaare ? ( taareek qaleesa az moshiam, ba'hawala mazaahib e aalam ka taqaabuzi jayeza page 420) 30 saal ke baad hz isa (as) ko hz yahya (as) ne "baptism" diya, jiske baad unki paighambari ki shuruaat hui hz isa (as) ne shaher shaher, Gaaon gaaon jaakar logon ko daawat di, yahudi ulema aapke khilaaf ho gaye aur ilzaam lagaya ki isa (as) apne aapko khuda ka beta kahta hai, aur yah ilzam bhi lagaaya ki isa (as), dawood (as) ke takht ka waaris hone ka daawa bhi karta hai aur roomi (roman) huqumat ke andar ek aisi huqumat qayam karna chahta hai jo roomi huqumat ka takhta palat de, is tarah yahudi ulema ki zidd par roomi governe " palatoos" ne hz isa (as) ko giraftaar (arrest) karne ka huqm diya, giraftaar karne waalon me isa (as) ka ek hawaari " yahuda iskarpoti" bhi shamil tha, albatta baqi tamaam shargird jo hz isa (as) ke saath they we sab bhaag gaye.. Hz isa (as) par muqaddama chalaaya gaya aur phaansi ki saza di gayi, us waqt hz isa (as) ki umar(age) 33 saal thi.. Anaazeel ke mutabik 3 re din hz isa (as) dobara zinda kiye gaye, apne hawaariyon se mulaqaat ki 40 din is duniya me qayaam ke baad aasmaan ki taraf utha liye gaye (duniya ke bade mazahib page 288-291) ye hai saari malumaat jo hamen injeel ke hawaale se hz isa (as) ki zindagi ke baare me milta hai aur bas ! Ab aayye ek nazar aakhiri khudaai mazhab par bhi nazar daalte chalen.... ISLAM: islami paak kitab ka naam " qur'an majeed" hai jo wahi (revelation) ke zariye rasool akram sallallaho alaihi wasallam (pbuh) par naazil hui, jise rasool akram sallallaho alaihi wasallam (pbuh) ki paak zindagi me bhi bahut se sahaba kiram (ra)(companians) ne zabaani yaad kar liya.. Seerat (biography) ki kitaabon me un tamaam sahaba kiram ra (mard wa aurat) ke naam tak mahfooz hain, wahi (revelation) ke utarne ke saath saath rasool akram sallallaho alaihi wasallam (pbuh) ne uski kitaabat ka bhi bandobast kiya aur yun aap rasool akram sallallaho alaihi wasallam (pbuh) ki paak zindagi me hi saara qur'aan majeed likhi hui shakl me mahfooz ho gaya jin jin sahaba kiram (ra) Ke paas likhi hui shakhl me qur'an majeed maujood tha, seerat ki kitabon me unke naam bhi mahfooz hain siddeeqi daur me sahaba kiram ra ne soch samjh ke baad tamaam qur'an majeed ko jama karne ke liye ek committee banaayi jisne badi kadi sharton ke saath qur'aan majeed ko jama kar diya, usmani daur me tamaam saheefon ko jama karke ek tarah ki likhi hui surat me laya gaya jo usse pahle saat alag alag tahreeron me tha, is tarah rasool akram sallallaho alaihi wasallam (pbuh) ki wafaat mubaarat ke kuch saal baad hi qur'an majeed ko uski maujooda shakhl me mahfooz kar diya gaya, jo aaj tak bina kisi heir pheir ke sahi saalim maujood hai, pichhli 15 sadion me islam dushmano ne qur'aan majeed me heir pheir karne ki kai baar saajishen ki, lekin allah taala ne use tamaam dushmano ki shaazishon se poori tarah mahfooz rakha musalmaano ki aasmaani kitab ke baad ab ek nazar paigambare islam rasool akram sallallaho alaihi wasallam (pbuh) ki paak seerat par daaliye rasool akram sallallaho alaihi wasallam (pbuh) ki paidaish ki jagah, taareekh e paidaish, paak naam, shajra nasab (family tree), maa ke paas tarbiyat, qabeela (tribe) bani saad me tarbiyat, bachpan me pesh aane waale waqeye, maa ki wafaat, dada ki sarparasti, aur wafaat, chacha (uncle) ki sarparasti, tijaarat, pahla nikah, aulaad, nubuwwat se pahle rasool akram sallallaho alaihi wasallam (pbuh) ka akhlaaq, quraish ki ladaayi aur sulah, ameen aur saadiq hona ka rutba, hajar e aswad ki tanseeb. Hira gufa (cave) me tanhaayi ka waqt, wahi ki shuruaat, khoofiya(secret) daawat, khuli daawat, mukhaalifat, sardaaraane quraish se baat cheet, safar (journey) taif, meraj, bait e aqba (1), bait e aqba (2), hijrat, quba me qayaam, madeen munawwara me tashreef laana, ahle kitab se sulah, ghazwa badr, ghazwa uhud, ghazwa ahzaab, sulah Hudaibiya, salaateen ke naam letters, makka ki fateh, tabuk ka safar, hajjatul wida, marjul maut, wafaat, yani rasool akram sallallaho alaihi wasallam (pbuh) ki paak zindagi ke tamaam pahluon ka poori tashreeh seerat ki kitaabon me maujood hai... rasool akram sallallaho alaihi wasallam (pbuh) ki paak zindagi ke baad aap rasool akram sallallaho alaihi wasallam (pbuh) ki taalimaat (education) par nazar daal lijiye.. Imaan, paaki, ibaadat (namaz, roza, zakaat, umrah, hajj, sadqa, khairat, tauba, astaghfaar ), len den, halaal wa haraam, tijaarat, kheti baadi, mazdoori, khaana peena, sona jaagna, chalna firna, maa baap aur aulaad ke haq, rishtedaaron aur doston ke saath sulook, shadi-shuda zindagi, yateemo, bewaaon, miskeeno aur mohtaajo ke saath sulook, mehmaan nawaazi, padosiyon(neibours) ke haq, jaanwaron ke haq, nikah, talaaq, iddat, paidaish, rajaa'at, bimaari, sehayaabi, timaandaari, maut, Janaza, kafan -dafan, meeraas, imaarat, adaalat, imaamat, sipah salaari, jung sulah, ghanimat ke maal, fatah, shikast, dosti, dushmani, matlab yah ki insaani zindagi se talluk rakhne waale har cheez par aap rasool akram sallallaho alaihi wasallam (pbuh) ki taaleem hadith ki kitaabon me maujood hai, insaani zindagi ke kisi aise goshe ka naam lijiye jiske baare me rasool akram sallallaho alaihi wasallam (pbuh) ki taaleem hadith ki kitabon me maujood na hon, ghaur kijiye , peshaab pakhaana, janaabat, haiz, nifaas aur ghusl tak ke masai badi safaai ke saath maujood hain rasool akram sallallaho alaihi wasallam (pbuh) ki taaleem ke baad rasool akram sallallaho alaihi wasallam (pbuh) ki zaat ko lijiye.. rasool akram sallallaho alaihi wasallam (pbuh) ka huliya mubarak kaisa tha? rasool akram sallallaho alaihi wasallam (pbuh) ki hatheli, rasool akram sallallaho alaihi wasallam (pbuh) ke talwe, rasool akram sallallaho alaihi wasallam (pbuh) ki aidi(heals), rasool akram sallallaho alaihi wasallam (pbuh) ki pindli, rasool akram sallallaho alaihi wasallam (pbuh) ki baghal, rasool akram sallallaho alaihi wasallam (pbuh) ki aankh, rasool akram sallallaho alaihi wasallam (pbuh) ka muh mubaarak, rasool akram sallallaho alaihi wasallam (pbuh) ka qad, rasool akram sallallaho alaihi wasallam (pbuh) ke baal (hairs) rasool akram sallallaho alaihi wasallam (pbuh) ka paseena, rasool akram sallallaho alaihi wasallam (pbuh) ka rang (color) kaisa tha ?? Yahan tak ki rasool akram sallallaho alaihi wasallam (pbuh) ki daardhi(beard) mubarak me safed (white) baalon ki tadaad kitni thi, rasool akram sallallaho alaihi wasallam (pbuh) ka libaas, rasool akram sallallaho alaihi wasallam (pbuh) ka amaama(turban), rasool akram sallallaho alaihi wasallam (pbuh) ki chaadar (blanket).. rasool akram sallallaho alaihi wasallam (pbuh) ke moze (socks), rasool akram sallallaho alaihi wasallam (pbuh) ke joote (shoes), rasool akram sallallaho alaihi wasallam (pbuh) ki anguthi (ring), rasool akram sallallaho alaihi wasallam (pbuh) ki kanghi (comb), rasool akram sallallaho alaihi wasallam (pbuh) ka surma, rasool akram sallallaho alaihi wasallam (pbuh) ka takiya (pillow) kaisa tha ?? rasool akram sallallaho alaihi wasallam (pbuh) ki baat cheet kaise thi, bolne ka andaz kaisa tha, rasool akram sallallaho alaihi wasallam (pbuh) ka muskuraana aur aansu bahana kaisa tha ?? rasool akram sallallaho alaihi wasallam (pbuh) sote kaise they, jaagte kaise they, chalte kaise they, uthte kaise they aur baithte kaise they, khana kaise khaate, paani kaise peete, khaane me kya pasand tha, kya na'pasand tha?? Khushbu kaun si pasand thi, muhabbat ka tareeqa , naraazgi zaahir karne ka tareeqa kya tha, shadi Shuda zindgi guzaarne ki tareeqe kaise they ?? Aulaad ki tarbiyat kaise ki ? Matlab yah ki rasool akram sallallaho alaihi wasallam (pbuh) ki zaat paak ke baare me kisi aise pahlu ki nishaan dehi nahi ki ja sakti jo seerat ki kitabon me mahfooz na ho..... Bhaiyyon ! Uper likhe saare mazhabon ki taleem aur unke laane waalon ke haalaat par baar baar nazar daalen aur phir sochen aur samjhen ki.. 1- KYA majoosiyat jaisa ghair mahfooz, ghair yaqeeni, aur mahaz 72 geeton par mabni mazhab, islam jaise mahfooz, muqammal aur sacche mazhab ke liye kisi bhi darje me challenge banne ki qaabiliyat rakhta hai?? Kya rasool akram sallallaho alaihi wasallam (pbuh) ki paak zindagi ke dalail, aur poori haalaat e zindagi ke muqaable me ' ZURTUST' ki zindagi ke bilkul ghair yaqeeni aur aadhi aadhure haalaat e zindagi me duniya waalon ke liye koi faayeda ho sakta hai ?? 2- KYA hindu mat, jiske laane waale ka pata Nahi, jiski paak kitab shirk ki taaleem deti hain, aurat ko nafrat ke qaabil thahraati hain, apne elawa dusre mazhabon ke maanne waalon ko jalaane, kuchalne, qatl karne aur cheerne faadne ki taaleem deti hai, insaano ko jaat paat me baat'ti hai, aisa mazhab, islam jaise aman pasand, insaaf pasand ke muhaafiz aur tauheed ka jhanda buland karne waale deen ke liye kabhi challenge nahi ban sakta ?? 3- KYA budh mat, jiske laane waale ki 80 saala zindagi me se 70 saal ka waqt parde me chhupa hai, jiski taleem uske laane waale ki maut ke 200 saal baad uske shargirdon (students) ne taiyyar ki hain, ek aise mazhab ke liye challenge banne ki haisiyat rakhta hai jiske nabi rasool akram sallallaho alaihi wasallam (pbuh) ki zindagi ka ek ek lamha poore yaqeen ke saath seerat ki kitaabon me mahfooz hai, aur jiski aasmaani kitab ka ek ek alfaz sadiyon se poore taur par mahfooz hain ?? 4-KYA yahudiyat, jiski Muqaddas kitab " tauraat" ki sahi hone ki zamaanat khud yahudi researcher ki nazar me na qaabil hai, aur jiske daee (as) ki seerat ke ek pahlu, yani jhoot se takraane, ke elawa baaqi tamam pahlu duniya waalon ki nigaah se ojhal ho, kya aisa mazhab, islam ke liye challenge ban sakta hai, jiski paak kitab "qur'an" pichhle 15 sadiyon se poore taur par mahfooz hai aur jiske daee rasool akram sallallaho alaihi wasallam (pbuh) ki seerat har insaan ko paidaish se lekar maut tak poori rahnumaayi karaati hai ?? 5- KYA isaayyat, jiski aasmaani kitab " injeel" khud isaayi researchers ke nazdeek uljhi hui, samjh se baaher, aur ghalat alfaazon se bhari padi hai jise padhne ke baad, padhne waala bhi uljhan aur pareshani ka shikaar ho jaata hai aur jiske daee (as) ki 30 saala zindagi me se 27 saal duniya waalon ki nazaron se chhupe hain, kya wah mazhab apne andar ek aise deen ke liye challenge banne ka dam kham Rakhta hai jiski paak kitab " qur'an" ki sehat ko pichhle 15 sadiyon se koi challenge karne ki himmat nahi kar saka, jiske daee rasool akram sallallaho alaihi wasallam (pbuh) ki zindagi ke sirf nubuwwat ke 23 saal hi nahi, balke nubuwwat se pahle ke 40 saal ka ek ek lamha khuli kitaab ki tarah poori duniya ke saamne hai..?? Saare sawaalon ka jawaab bilkul saaf aur do took hai "BILKUL NAHI " Hamare is jawab ka saaf aur pakka suboot un mazhab ke naye muslim(converted to muslim) ke we aitraaf hain jo unhone islam qubool karne se pahle ba'qaayeda tamam mazhab ko jaanch parkh ke baad kiye hain, ek misaal ye bhi hai... 1- kolkata me ek hindu raaja ke yahan paida hone ke baad islam me daakhil hone waali aurta " jaawed bano begum" ne mazhabon ki tahqeeq ke baare me apne feelings bayaan karte hue bataaya ki maine sabse pahle , budh mat ki tahqeeq kiya lekin itminaam haasil na huwa, phir isaaiyyat ki Tahqeeq ki toh usse bhi naqamyabi mili, aur main dobara hindu mat ki taraf chali gayi, lekin vedon ki taaleem ka insaan ki zindagi se door ka bhi waasta nahi, jab maine islam ko padha wa tahqeeq ki toh main bahut khush hui, meri ruh (soul) me itminaan ho gaya ki maine sacchaayi pa li hai, sirf islam hi duniya me aisa mazhab hai jo hamari zindagi me hamari sachi rahnumaayi kar sakta hai, aur duniya ke tamam ruhaani rahnumaaon me se aaqa e naamdaar rasool akram sallallaho alaihi wasallam (pbuh) hi ek aise shakhs hai jo aazaadi, bhai chaara aur yaqshaniyat(equality) jaise sunehre usool lekar aaye hain, jin par chalkar insaan nijaat haasil kar sakte hain (ham musalman kyon hue page 75, dr. Abdul gani farooq)

Monday, April 16, 2012

Errors in Prayers thatmust be Avoided

Salat (namaaz) or prayer is one of the
most important pillars of Islam. The
Messenger of Allah (sallallaahu 'alaihi
wasallam) warned that the first thing
man will be questioned about on the
Day of Resurrection is prayer. Abu Hurairah said, "I heard the Messenger
of Allah (sallallaahu 'alaihi wasallam)
saying: The first act of worship man shall be
questioned about on the Day of
Resurrection is prayer. If it was performed correctly1, man shall certainly succeed and prosper, if it is
not, he shall certainly lose and fail.
If, however, man's prayer was
incomplete, the Lord, the Exalted,
would say (to His Angels), "See if
my slave performed supererogatory (nafl) prayers to
make up what he had missed of the
obligatory prayers. The rest of
man's deeds will be reckoned in the same manner2. Buraidah reported that the Messenger
of Allah (sallallaahu 'alaihi wasallam) said, The covenant3 which is between us and those (who
embrace Islam) is prayer. Whoso
neglects it, becomes an unbeliever4. On the other hand, Allah has prepared
great rewards for the believers who
observe prayer and are particular
about it. Perfect prayer effaces sins.
Abu Hurairah reported that the
Messenger of Allah (sallallaahu 'alaihi wasallam) said: Have you considered, a river running by the
door of you in which he bathes five
times a day; would any of his dirt
stay on him? They said "None of his dirt would stay on him." The
Messenger of Allah (sallallaahu 'alaihi
wasallam) said So does Salah; therewith Allah eliminates sins5. Therefore, brothers and sisters it is
very important to be regular on
prayer, and perform it correctly. One
may perform prayer according to the
way he was taught by his parents or
sheikh, according to their madthhab. But you should always remember that
it is only the Messenger of Allah
(sallallaahu 'alaihi wasallam) who
must be followed. The angels will not
ask you, while in the grave, "Did you
follow this imaam or that imaam?" Your imaam will not be with you then,
nor will he defend you on the Day of
Resurrection. The traditions quoted here, and in
every issue of Ad-Deen an- Naseehah, are authentic. Anyone who rejects the authentic Sunnah of
the Prophet (sallallaahu 'alaihi
wasallam) exposes himself to
destruction, as stated by Imaam
Ahmed. The following are some common
errors committed by Muslims in their
Salah. These errors must be avoided
hoping that Allah would accept this act
of worship and reward us for it. 1) Wearing pants, or garments that
hangs below the ankles. This is one of the greatest sins. Abu
Dtharr reported that the Messenger of
Allaah (sallallaahu 'alaihi wasallam)
said, There are three people whom Allah shall not speak to on the Day
of Resurrection, nor shall he look at
them, nor shall he purify them, and
they shall have a painful torment:
One whose garment hangs down below his ankles, almanaan6, and (a merchant) who sells of his
merchandise by means of false oath7. Some people think that wearing
clothes that hang below the ankles is
not a sin if they abstain from doing so
while praying only. Others think that
wearing such a garment is a sin only if
it is worn out of pride; otherwise, they believe there is no harm in doing so.
However, the above and many other
traditions indicate clearly that wearing
clothes that hang below the ankles
(for men) is a grave sin regardless of
whether such garments are worn out of habit or pride. There are other
authentic traditions that emphasize
wearing clothing that hangs below the
ankles out of pride entails harsher
punishment. Abu Hurairah reported
that the Messenger of Allah (sallallaahu 'alaihi wasallam) said The part of the garment which hangs
below the ankles is (punishable by) Fire (on the Day of Resurrection)8. It is commonplace to see brothers
folding up the hems of their pants for
prayer. However, as soon as prayer is
completed, they unfold their pants.
The belief that wearing garments that
hang below the ankles is prohibited during prayers only is a misconception
commonly held by many Muslims. Such
Muslims are unaware that the Prophet
(sallallaahu 'alaihi wasallam) forbade praying with folded clothes9. Based on this prohibition, scholars have
agreed that praying with folded
sleeves or pants is unlawful. 2) Consuming food of bad smell such has garlic or onion, or smoking10 before coming to prayer. Angels and the praying people are
bothered by offensive smell. On the
contrary, one should wear perfume, if
available before coming into mosques.
Jabir reported that the Prophet
(sallallaahu 'alaihi wasallam) said: He who eats from the smelly plant
[garlic or onion], let him come not
near our mosque; the angels are
bothered by that which bothers men11. 3) Proceeding to mosque for prayer
with brisk walk, or even running for
fear of missing part of the prayer. This may disturb those who are
already in prayer. The Messenger of
Allah (sallallaahu 'alaihi wasallam)
said: When prayer has already started, do not walk quickly to join
in. Proceed calmly and reposefully;
then join in whichever part you
catch up, and complete whichever
part you missed (i.e., soon after the imaam ends the prayer)12. 4) Saying Takbeer al-Ihram while
in rukoo'. Many of those who come late to the
mosque and join in prayer which is
already in progress, rush to take the
same posture, while people are in
rukoo', and say takbeer al-Ihram, or
the opening takbeer of prayer while bowing for fear of missing that ruk'ah.
Takbeer al-Ihram is to be pronounced
when one is standing upright, only. 5) Mumbling the niyyah or
intention, and uttering it in a low
audible voice. The heart is the place of intention.
Mumbling words such as "I intend to
pray such prayer or such number of
rak'aat, or I intend to fast, or do such
act of worship or another," just before
starting prayer is a bid'ah which was practiced neither by the Prophet
(sallallaahu 'alaihi wasallam) nor his
companions, nor by their followers. Uttering the above words of niyyah
allows shaitaan to put irrelevant
words in the mouth of the person who
utters the niyyah. Do you remember at
one time or another that once you
stood up for dhuhr prayer and discovered yourself saying, "I intend
to pray four rak'aat of Isha," or when
you were standing for Asr prayer you
made your intention to pray fajr
instead? This confusion is from
shaitan. Had you kept silent, shaitan would have no chance of confusing
you. 6) Neglecting raising the hands in
the opening takbeer of salah and
before and after rukoo', and upon
standing up for the third rak'ah. Abdullah bin Umar said, "I saw the
Prophet (sallallaahu 'alaihi wasallam)
raising his hands to the level of his
shoulders, upon starting prayer, and
before bending for rukoo' and when he stood up again13. Raising hands with every takbeer,
subsequent to the first takbeer in
janazah, Eed or rain prayers is not
recommended. The Messenger of Allah
(sallallaahu 'alaihi wasallam) used to
put his hands on his chest (while standing in prayer)14. 7) Neglecting the opening du'a of
prayer, t'awwudth, and basmalah. T'awwudth is saying "Aoudhu billahi
min ashshaitan ir-rajim" and basmalah
is saying "Bismillah hirRahmaan
irRaheem." 8) Neglecting praying facing a
sutrah. The sutrah is an object, such as a wall,
or a post, which a person faces while
praying. Or any other object which a
person places to serve as a sutrah, by
putting it on the ground in order that
no one may cross in front of him while praying. The Messenger of Allah SAWS
said: Pray facing a sutrah, and let no one cross in front of you while
praying. If he insists, then prevent
him by force because he is accompanied by shaitan15. And he said: When one of you prays facing a sutrah, let him pray close to
it so that shaitan may not be able to nullify his prayer 16. The above tradition indicates clearly
that shaitan crosses in front of a
praying person who prays without a
sutrah, causing his prayer to be null
and void without being aware of it.
Even if one prays in an open field, he should place a sutrah in front of him. Allah says: (Verily) He (the shaitan) and his own people
see you while you do not see them17 . 9) Reluctance to stand in the front
line in congregational prayer. The Messenger of Allah (sallallaahu
'alaihi wasallam) said: Were people to realize the value of making
adthan (the call for prayer), and the
great reward (for doing so) and the
virtue of standing in the first line (in
congregational prayer), and had no
choice but to make a draw (to decide who makes adthan or stands
in the first line) they would have
justifiably done so. And were
people to know the significance of
coming early to (congregational)
prayer, they would have raced with one another (to reach the mosque
first). And if they were to know the
great reward (for coming to
mosque) for Isha' and Fajr prayers,
they would have come even if they
had to crawl (i.e. even if they were disabled, they would have come
crawling for fear of missing its great reward.)18. 10) Gazing upward during prayer, or
looking at the imam, right or left. This may cause loss of concentration.
We are commanded to lower our gaze,
and look at the point at which the
head rests during sujood. The Prophet
(sallallaahu 'alaihi wasallam) warned: Let those who raise their gaze up
during prayer stop doing so, or else
their sights would not return to
them. [i.e. lose their eyesight]. (Muslim) 11) Leaving gaps in lines of
congregational prayer. The Messenger of Allah (sallallaahu
'alaihi wasallam) commanded: Straighten your lines, level your
shoulders and block the gaps.
Shaitan passes through [line] gaps19. 12) Reciting surat al-Fatiha fast
without pausing after each verse. The Prophet (sallallaahu 'alaihi
wasallam) used to pause after each verse of this surah20. 13) Fidgeting during prayer, or
looking at a watch or fiddling with
one's fingers, clothes or moving feet
or other parts of the body restlessly. All of this diminish the reward for
prayer. Submissiveness is a condition
of acceptance of prayer. Allah's command signifies:And stand [in prayer] to Allah submissively21 . 14) Holding the Qur'an and reciting
from it by the muqtadi in
congregational prayer to check the
imam's recitation. This act distracts the person who is
doing so and prevents him from
concentration. It is a dispraised act
during salah. 15) Racing with the imam, or
moving with or before him in
congregational prayer. The Messenger of Allah (sallallaahu
'alaihi wasallam) said: Move not before the imam does. When the
imam says. Allahu akbar, you say,
Allahu akbar. When he says,
waladh-dhalleen' you say, aameen. In another narration, he said: Surely the imam is there to be followed22. He also said: Does not the one who raises his head before the imam
does fear that Allah would
transform his head into a donkey's head23. 16) Lowering the head excessively,
or pushing it up, and arching the
back during rukoo'. The head must be kept in normal
position, while the back must be
straight during rukoo' to form with
legs a right angle. 17) Sticking the arms to the sides of
the body, in rukoo' or sujood, and
sticking the belly to the thighs in
sujood. The Messenger of Allah (sallallaahu
'alaihi wasallam) said: Let not one of you support himself on his forearms
(in sujood ) like the dog. Let him rest
on his palms and keep his elbows away from his body 24. The Messenger of Allah (sallallaahu 'alaihi
wasallam) used to keep his arms away
from his body during rukoo' and
sujood that the whiteness of his armpits could be seen25. 18) Praying while part of the back
is exposed. This happens to those who wear tight
and short shirts or tight pants; when
they bow or prostrate, part of their
backs are exposed. Such part of the
body is awrah, or the part which must
be covered always. Exposing part of the back during salah, renders salah
null and void. 19) Neglecting ta'meen (to say
'Aameen) loudly when the imam
recites the concluding verse of surat
al-Fatiha, "waladh-dhalleen". The Prophet (sallallaahu 'alaihi
wasallam) commanded: When the imam says, 'waladh-dhalleen', say
'Aameen', because the angels also
say, 'Aameen', and the imam says,
'Aameen'. He whose aameen
coincides with the aameen of the
angels, Allah forgives his past sins26. In another narration, the Prophet (sallallaahu 'alaihi wasallam)
said: Then say, 'Aameen', Allah loves you 27. 20) Resting only the tip of the head
on the floor during sujood. The Prophet (sallallaahu 'alaihi
wasallam) said: I am commanded to
prostrate on seven bones the
forehead and the nose, the two hands
[palms], the two knees, and the two feet28. Applying the above command necessitates resting the forehead and
the nose on the ground during
sujood. 21) Hasty performance of prayer
which does not allow repose and
calmness in rukoo' or sujood. The Messenger of Allah (sallallaahu
'alaihi wasallam) saw a man who did
not complete his rukoo' [bowing], and
made a very short sujood
[prostration]; he said: If this man dies while praying in this manner, he
would die upholding a religion
other than the religion of
Muhammad. Abu Hurairah, may Allah be pleased with him, said: My beloved
friend, Muhammad (sallallaahu 'alaihi
wasallam) forbade me to perform
postures of prayer copying the
picking of a rooster; (signifying fast
performance of prayer), moving eyes around like a fox and the sitting like monkeys (i.e. to sit on thighs)29. The Messenger of Allah (sallallaahu
'alaihi wasallam) said: The worst thief is the one who steals from his own
prayer. People asked, 'Messenger of Allah! How could one steal from his
own prayer?' He said: By not completing its rukoo' and sujood30. To complete rukoo' is to stay in that
posture long enough to recite
'subhana rabbiyal Adtheem' three
times, slowly, and 'subhana rabbiyal-
a'ala' three times, slowly, in sujood. He
also announced: He who does not complete his rukoo' and sujood, his prayer is void 31. 22) Sitting in tawarruk position in
the last rak'ah of Fajr and Jum'ah
prayers. It is praiseworthy to take tawarruk
position only in the last rak'ah of
Dhtuhr, Asr, Maghrib and Isha'
prayers. Tawarruk is described in
Sahih al-Bukhari as resting the body,
during sitting position, on the left thigh and putting the left foot under
the right leg, while setting the right
foot upright; and supporting the body
by the left hand with which the left
knee is grasped. See the
accompanying diagram, which was hand-drawn (not copied) after
looking at "The Reliance of the
Traveler." 23) Moving the two palms upon
saying, 'assalamu aleikum
warahmatul-lah' to end prayer. The Prophet (sallallaahu 'alaihi
wasallam) saw some of his
companions doing so. He objected: Why do I see you moving your
hands like the tails of wild horses. They never did that again32. 24) Counting tasbeeh with the left
hand. The Prophet (sallallaahu 'alaihi
wasallam) used to count tasbeeh on
the fingers of his right hand after
salah. Abdullah bin Amr reported that
the Messenger of Allah (sallallaahu
'alaihi wasallam) said, (There are) two good deeds, any Muslim who
does them shall enter Jannah but
few are those who do them: to say,
"subhanAllah" ten times, and
"alHamdulillah" ten times, and
"AllahuAkbar" ten times. And I have seen the Messenger of Allah
(sallallaahu 'alaihi wasallam) counting
them on his hand. lbn Qudamah said:
The Messenger of Allah (sallallaahu
'alaihi wasallam) used his right hand for tasbeeh33. The above hadeeth indicates clearly
that the Prophet (sallallaahu 'alaihi
wasallam) used only one hand for
counting tasbeeh. No Muslim with
sound mind would imagine that the
Prophet (sallallaahu 'alaihi wasallam) used his left hand for counting
tasbeeh. Aa'ishah, with whom Allah is
pleased, said that the Prophet
(sallallaahu 'alaihi wasallam) used his
left hand only for Istinjaa', or cleaning
himself after responding to the call of nature. He never used it for tasbeeh.
Yasirah reported: The Prophet
(sallallaahu 'alaihi wasallam)
commanded women to count tasbeeh
on their fingers. The Messenger of Allah (sallallaahu
'alaihi wasallam) said: They (the fingers) will be made to speak, and
will be questioned (on the Day of Resurrection.)34 The above hadeeth indicates that it is
preferable to count tasbeeh on the
fingers of the right hand than to do so
on masbahah (rosary). 25) Shaking hands with other
praying people right after fardh
prayer is over, saying, 'taqabbala-
llah', or 'haraman' This is a bid'ah which was never
practiced by the Prophet's
companions or their followers, may
Allah be pleased with them. 26) Raising hands for dua' soon as
prayer is over. This was not the practice of the
Messenger of Allah (sallallaahu 'alaihi
wasallam). The Sunnah is to start with
dthikr soon after salah is over. The
Prophet (sallallaahu 'alaihi wasallam)
said: When you recite, 'At- tahiyyat...', (just before tasleem), choose whichever du'a you like 35. The best forms of du'a are those
authentically related to the Prophet,
(sallallaahu 'alaihi wasallam).. Insha'
Allah, we will publish the authentic
du'a masnoon, soon. 27) Walking away right after
tasleem, at the end of prayer, and
neglecting dthikr. Dthikr is reciting subhanal-Lah 33
times, alhamdu Lilah 33 times Allahu
Akbar 33 times, reciting La ilaha illal-
Laah 10 times reciting ayat al-Kursi [i.e.
verse 255 of surah 2 al Baqarah], or
other authentic dthikr. 28) Crossing in front of a praying
person. The Messenger of Allah (sallallaahu
'alaihi wasallam) warned: Were the one who crosses in front of a
praying person to know the
consequences of doing so, he would
have waited for forty better than to cross in front of him36. The forty in the tradition may be days months or
even years. Allah knows best. 29) Neglecting prayer when one is
sick or ill. Salah is one of the most important
pillars of Islam. The Messenger of Allah
(sallallaahu 'alaihi wasallam) never
neglected it during his sickness, nor
while combating enemies. Prayer must
be performed regardless. If one cannot perform ablution for one legal
reason or another, then he must
perform dry ablution tayammum by
patting with his palms a dusty surface,
then wiping the face and hands. If he
cannot stand up in prayer, he may pray while sitting or lying down on his
side. Otherwise, it is enough for him to
pray by moving his eyes up for rukoo'
and down for sujood, and complete
the rest of the prayer postures in the
same manner. 30) Praying in a graveyard. The Messenger of Allah (sallallaahu
'alaihi wasallam) said: Pray not in graveyards, nor sit on graves 37. The format of prayer is enjoined by the
Messenger of Allah (sallallaahu 'alaihi
wasallam). No imam or a scholar has
the right to alter it by adding to or
deleting from it. There is no book of
authentic hadeeth or Prophetic tradition reporting that the Messenger
of Allah (sallallaahu 'alaihi wasallam)
commanded men to pray in one way,
and women in another. He
commanded: Pray as you saw me praying38. The Prophet (sallallaahu 'alaihi wasallam) did not differentiate
between men and women in prayer. Some scholars opine that it is better for
women to gather themselves in
sujood. As every body knows, prayer
is an act of worship, and like every
other act of worship, there must be a
textual proof for it in the Qur'an or the authentic Sunnah. A future issue of
Naseehah will, insha'Allah, include the
format of prayer as reported in the
authentic traditions. Let us pray to
Allah, extolled be His glory, seeking
His forgiveness, and asking him to guide us to the straight path. Aameen.

sutra in salah

bismillahirrahmanirraheem

It is related that the Prophet (ﻪﻠﻟﺍ ﻰﻠﺻ ﻢﻠﺳﻭ ﻪﻴﻠﻋ ) said ‘If the one passing in front of the one praying knew what
was against him, his waiting forty
would be better for him than passing
in front of him.’ [Bukhari] Abu al-Nadr,
one of the sub narrators, said ‘I don’t
know whether he said forty days, or months or years’. In a version
narrated by al-Bazzar the hadith reads
‘forty autumns’. The offence being as serious as it is,
the scholars defined what constitutes
passing in front of somebody praying.
If the one praying is in an open space
or a large mosque, the scholars differed concerning what is
considered passing in front, both
opinions being deemed strong and
follow-able. One opinion is that it is
passing by his place of prostration,
such that if one where to pass in front of him but beyond his immediate place
of prostration there would be no sin
upon one. The other opinion, which is
ibn Abidins preference, is that one
would be considered passing in front
if one is within the field of vision of the one praying if his eyes were fixed on
his place of prostration. If the one praying is in a room or a
small mosque then one will be sinful
for passing in front regardless of how
far in front of him one is. Ibn Abidin
defines a small mosque as being forty
cubits. However, is the one passing in front
always to blame? The possible scenarios that may occur
are four, 1. The one passing has an alternative
to passing in front and the one
praying did not pray in a place where
he is in people’s way.
-In this case the sin is only on the one
passing. 2. The one passing has no alternative
to passing and the one praying was in
a place where he would be in people’s
way.
-The sin in this case is solely on the
one praying. 3. The one passing has an alternative
to passing in front and the one
praying was in a place where he
would get in people’s way.
-The sin is on both of them. 4. Neither does the one passing have
an alternative nor is the one praying in
people’s way. -The sin is on neither of
them. In all of these cases the one passing in
front would be free from sin if the one
praying were to keep a sutra in front of him. A sutra is an object of about a
cubit in height that one places in front
of one as one prays. One last scenario that is relevant to
mention is that if someone prays near
the entrance of the mosque or without
filling in the gaps in the row in front,
one can walk in front of him to fill in
the gaps. [Radd al-Muhtar, 1:427, Dar Li Ihya al-Turath al-'Arabi] Looking now to the question at hand,
if the mosque is considered a large
mosque then there is no problem at all
as there is no harm in walking in front
of somebody by a few metres in a
small mosque. If it is not a large mosque then there still is no sin on the
men as they are walking to fill in the
rows which they can not do with out
walking in front of the women. And Allah knows best.